TO MAI BTATA HU RAM KI PHCHAN
RAM 5 TYPE KI HOTI JO AB USE HOTI HAI
OR 1 TYPE KI RAM USE NHI HTI AB VO HAI SD RAM
1ST-SD RAM YE RAM 2 CUT KI HOTI HAI YE AB USE NHI HOTI
2ND-DDR RAM YE 184 PIN KI HOTI HAI YE 2.5 VOLT KI HOTI HAI
RAM ISS TYPE KI HOTI HAI DIKHNE MAI
3RD-DDR -2 YE 240 PIN KI HOTI HAI YE 1.8 VOLT KI HOTI HAI
4TH-DDR3 YE BHI 240 PIN KI HOTI HAI ISS 1.35 SE 1.5 VOLT HOTE HAI
DIFFERENCE DDR2 AND DDR3
1ST VOLT DIFFERENCE
AND 2ND CUT DIFFERENCE
LIKE
AAP ISS IMAGE MAI DEKH SAKTE HO DDR 2 AND DDR 3 MAI CUT KA DIFFERENCE HAI5TH-DDR 4 ISS RAM MAI 284 PIN HOTI HAI OR YE RAM 1.2 VOLT KI HOTI HAI
AGAR AAP KE MOTHER BOARD PAR RAM NHI HAI TO AAP USKO KAISE PHCHANE GE KI MOTHER BOARD PAR KON SI RAM LAGE GI
IMAGE MAI DEKHIYE AAP 1 2 3 4 MAI MOTHER BOARD PAR RAM K 4 SOKET HAI IN SOKET KE BIL KUL BICH MAI DYAN SE DEKHO AAP KO VOLT LIKHE HUE DIKHAI DENGE ISS BOARD MAI AAP KO 1.8 VOLT DIKHENGE YE DDR 2 HAI AAP VOLT KAI ZARIYE PHCHAN SAKTE HAI KON SI RAM LAGE GI
NOTE- DDR RAM MAI 1 CUT HOTA HAI BS AND SD RAM MAI 2 CUT HOTE HAI SD RAM AB USE NHI HOTI
THANKS FOR READ
Comments
Post a Comment