SYSTEM HANG HONE PAR BAHUT HI SIMPLE STEP HAI SYSTEM KO SHI KARNE KA
PHLE AAP WINDOW KE SAATH R BUTTON PRESS KARE
PHIR AAP KE SAMNE ISS TARHA SE EK POOP UP KHULE KAR AAYEGA
AAP KO YHA TEMP LIKH KAR ISS KO OK KARNA HAI PHIR EKI NEW WINDOW KHUL KAR AAYEGI ISS TARHA KI
AAP KO IN SUB KO SELECT KAR KE DELETE KARNA HAI
PHIR AAP KO WINDOW + R PRESS KARKE
YE KHOLNE HAI ISS BAAR ISS ME %TEMP% LIKHNA HAI
OR SB SELECT KARKE DELETE KARNA HAI
OR PHIR WINDOW + R PRESS KARKE
AB ISS MAI RECENT LIKH KAR OK KR DE OR PHIR SE SB SELECT KAR KE DELETE KAR DE ALL FILE
OR EK BAAR PHIR WINDOW + R PRESS KARE
ISS BAAR PREFETCH TYPE KAR KE OK KARE OR SB SELECT KAR KE DELETE KAR DE
BS AB AAP KO RECYCLE BEN KO EMPTY KARNA HAI OR PHIR SYSTEM KO RESTART KARNA HAI OR BAS AAP KA SYSTEM FAST HO JAYEGA
THANKS
Comments
Post a Comment