TO AB START KARTE HAI REPAIRING
REPAIRING KARNA SIMPLE HAI YE ZARA BHI HARD NHI HAI
AGAR AAP KA PC ON NHI HO RHA HAI TO PHIR ISS TRHA AAP KA PC ON HO JAYEGA
START KARTE HAI STEP BY STEP
1ST STEP
AGAR AAP APNE COMPUTER KO ON KAR RHE HAI OR VO ON NHI HO RHA HAI TO AAP SBSE PHLE APNE SYSTEM KA SMPS CHECK KARIYE USKO CHECK KARNE KAI LIYE AAP KO APNE SYSTEM KO KHOLNA HOGA YE ZARA BHI HARD NHI HOTA ISS KO KHOLE KE BAAD AAP KO SMPS KI POWER CABLE KO NIKAL NA HO HOGA JISKO AAP BAHUT AASANI SE PHECHAN JAOGE TE WHITE COLOR KI HOTI HAI EK
[===============] IS SIZE KA EK SOKET HATA HAI PURE SMPS MAI
OR DIKHNE MAI BHI ISS TRHA KA HOT HAI OR ISS SOKET MAI KAFI TRHA KAI VAYAR HOTE HAI KAFI COLOR KAI AB SMPS KO CHECK KARNE KAI LIYE AAP KO US SOKET KO NIKAL NA HOGA OR PHIR SMPS MAI POWER CABLE LAGANI HO GI OR AAP KO 2 CABLE SHORT KARNI HOGI YE BILKUL BHI KARANT NHI MARTA TO DAR NE KI ZAROORAT NHI HAI 1ST CABLE KA COLOR GREEN AND 2ND KA BLACK GREEN CABLE KE RIGHT SIDE OR LEFT SIDE BLACK COLOR KI CABLE HOTI HAI AAP KO RIGHT SIDE VALI BLACK CABLE GREEN CABLE KE SATH SHORT KARNI HAI AGAR AAP KA SMPS KA FAN GHUMNA START NHI HOTA TO AAP APNA SMPS CHANGE KARNA HOGA OR AGAR START HO JATA HAI TO HUM 2ND STEP PAR JAYENGE JO KI MERI NEXT POST MAI HAI
THANKS FOR READ THIS POST
Comments
Post a Comment